HomeBloggingSearch Engine Optimization क्या है SEO ब्लॉग के लिए क्यों जरुरी है

Search Engine Optimization क्या है SEO ब्लॉग के लिए क्यों जरुरी है

SEO Optimization Kya Hai What Is Search Engine Optimization In Hindi

SEO क्या है ब्लॉग के लिए SEO Optimization कैसे करे

SEO Yani Search Engine Optimization Jo Bhi Koi Apna Blog Ya Website Chlaata Hai Use Yah Word Jarur Sunne Ko Milta Hai To Aakhir SEO Yaani Search Engine Optimization Kya Hota Chaliye Jante Hai, तो चलिए जानते है Seo Site कैसे बनाते है .

SEO Optimization क्या है ब्लॉग के लिए Google seo कैसे करे

SEO Search Engine Optimization Kya Hai | What Is SEO Search Engine Optimization In Hindi

SEO Search Engine Optimization Ek Aisa Process Hai Jiske Jariye Blog Ya Website Ko Search Engine Me Ranking Karana Hota Hai Jiske Jariye Blog Ki Popularity Badhti Hai Aur Blog Ya Website Jyada Se Jyada Search Ki Jaati Hai. SEO Search Engine Optimization Karne Ke Baad Koi Bhi Search Engine Jaise Google, Yahoo, Yandex Me Ush Blog Ke Post Aasani Se Top Me Milte Hai Jiske Baad Ush Blog Ya Website Ki Traffic Badhta Hai

ब्लॉग के लिए SEO क्यों जरुरी है 

SEO Search Engine Optimization Ki Jarurat Kyo Padti Hai

SEOAb Aap Sonch Rahe Hoge Ki Chlo Hmane Apna Khud Ka Blog Ya Website Bana Liya Hai To Aap Popular Hone Lagege To Aisa Nahi Hai Kyuki Sirf Blog Ya Website Bana Lene Ke Baad Hamara Blog Popular Nahi Ban Jata Hai To Aise Me Blog Ki Traffic Badhane Ke Liye Hme SEO Yaani Search Engine Optimization Ki Jarurat Padhti Hai

Maan Lijiye Aap Seo Ka Use Nahi Krte Hai To Fir Aapke Blog Ke Post Ranking Me Nahi Aate Hai Jisse Apke Blog Par Koi Bhi Readers Nahi Aata Hai Fir Aapka Blog Banane Ka Koi Fayda Nhi Hai So Agar Aap Apne Blog Ko Famous Banana Chahte Hai To Aapko SEO Search Engine Optimization Ki Bhi Jarurat Padti Hai

SEO Search Engine Optimization के प्रकार 

SEO Search Engine Optimization Kitnae Prakar Ke Hote Hai | How Many Type SEO Optimization In Hindi

SEO Yaai Search Engine Optimization 2 Prakar Ke Hote Hai

1 – On-Page SEO

2 – Off- Page SEO

To Aayiye Dono Prakar Ke SEO Ke Bare Me Details Se Jante Hai

1 – On-Page SEO

On-Page SEO Mukhyat Hmare Blog Se Sidhe Taur Se Juda Hua Hai Yaani Jab Aap Apna Blog Ya Website Banate Hai To Shuru Me Aapke Blog Ke Liye Best Theme Ka Chunav Karna Jo Ki Mobile Friendly Ho Kyuki Hmare Desh India Me 75% Se Jyada Search Mobile Se Hi Kiye Jaate Hai Aise Me Yadi Aapka Blog Ya Website Mobile Me Fast Open Nahi Hota Hai To Aise Me Aapke Blog Par Log Aakar Bhi Vapas Chale Jayege Jisse Aage Chalakar Aapke Blog Ke Traffic Ko Hi Nuksan Uthana Padta Hai

To Aise Me Yadi Aap Ko Blog Ke Liye On-Page SEO Karna Chahte Hai To In Baato Ka Jarur Dhayan Rakhna Chahiye

Website Speed

Aaj Ka Jamana Internet Ka Hai Aise Me Ab Koi Kuch Problem Aa Raha Hai To Log Sidhe Taur Par Us Problem Ki Solution Ke Liye Internet Par Hi Search Karte Hai Aur Aise Me Aapke Blog Ki Speed Yaani Fast Chlau Hone Ki Speed Acchi Nahi Hai To Aapke Blog Par Koi Bhi Aana Pasand Nahi Karega

Aise Me Yadi Aapka Blog Fast Open Hota Hai To Nischit Hi Aapke Blog Par Jyada Se Jyada Log Visit Karege Jo Aapke Liye Hi Acchi Baat Hai Isliye Hmesa Blog Ya Website Ki Speed Acchi Rakhani Chahiye

Website Ki Speed Fast Rakhne Ke Liye Kam Se Kam Plugin Ka Use Karna Chahiye Aur Blog Me Jo Foto Use Kare Hai Uska Size Bhi Kam Ho Sath Me Blog Ke Page Anavshyak Widget Ka Upyog Bhi Nahi Karna Chahiye

Title Tag

Kisi Bhi Blog Post Ki Title Us Blog Ke Post Ki Jaan Hoti Hai, Title Se Hi Pata Chalta Hai Ki Aakhir Blog Post Me Kya Bataya Gya Hai Isliye Blog Ki Title Hmesa Attractive Hona Chaihye Aur Title Itna Bada Bhi Nahi Hona Chahiye Ki Jisse Kisi Bhi Search Engine Ko Read Karne Me Dikkat Ho

Isliye Jab Bhi Blog Ke Post Publish Krte Hai SEO Ke Liye Blog Ke Title Ko Dhayan Me Jarur Rakhe Aur Koi Bhi Title 60 Words Se Jyada Naa Rakhe Aur Title Me Us Keyword Ka Bhi Jarur Prayog Jis Par Aadharit Aapka Wah Post Publish Karne Ja Rahe Hai

Iske Atirikt Image Size, Internal Link, Keyword Jaise Famous Point Hai Jinke Jariye Aap Apne Blog Ke Liye Best SEO Kar Skte Hai Jisse Ki Aapke Blog Ka Post First Page Par Aasani Se Laya Jaa Skta Hai

2 – Off- Page SEO

Jab Aap Apna Blog Start Karte Hai To Uske Bare Me Kisi Ko Pata Nhi Hota Hai Isliye Logo Ko Apne Blog Ke Bare Me Batana Jaruri Hota Hai Taaki Aapke Blog Ke Bare Me Jankar Apke Blog Par Log Visit Kare Jisse Ki Aapka Blog Dhire Dhire Search Engine Me Index Hone Lagta Hai

Off- Page SEO Ke Jariye Ham Apne Blog Ka Promotion Karte Hai Yaani Apne Blog Ka Link Dusre Social Site Jaise Facebook, Twitter, Google + , Instagram, Massager, Whatsapp Par Link Share Karte Hai Jisse Ki Logo Ke Hmare Blog Ke Bare Me Pata Chalta Hai Aur Dhire Dhire Us Share Link Ke Jariye Log Hmare Blog Par Aana Shuru Kar Dete Hai

Waise Kisi New Blogger Ke Liye Off- Page SEO Bahut Hi Important Factor Hai Jisse Ki Blog Ko Share Ke Jariye Logo Ko Bataya Jata Hai, Ish Seo Ke Jariye Ape Blog Ke Bare Me Offline Life Me Baat Karna, Iksa Prachar Karna Bhi Ek Tarah Se SEO Hi Hai Jo Ki Log Baad Me Jaanne Ke Baad Search Ke Jariye Aapke Blog Par Aate Hai Jisse Ki Aapke Blog Ke View Badhte Hai

Off- Page SEO Ko Dusre Blog Ke Comment Ke Jariye, Guest Post Likhkar, Kisi Group Me Discussion Kakrke Blog Ke Bare Me Batana Bhi Kiya Jata Hai

To Aise Me Aap Bhi Apne Blog Ko Popular Banana Chahte Hai To Nischit Hi Aap Hi In Dono SEO Ko Use Karke Blog Ko Famous Aur Popular Bna Sakte Hai..

Final Words :-

Waise To SEO Search Engine Optimization Ke Bare Me Har Blogger Acche Tarike Se Janna Chahta Hai To Aise Me Yah Ain Point Par Likha Gya Post Logo Ke Liye Kafi Helpful Honga. To Ab Aap Bhi Apne Blog Ko Top Par Dekhne Ke Liye SEO Search Engine Optimization Ka Istemaal Jarur Kare Aur Is Psot Ko Share Karna Naa Bhule….

Share करे
RELATED ARTICLES

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here