BestHindiHelp.Com

Best Hindi Blog Website for Blogging, SEO, Internet, Technology, Tech Tips, Job Exam Preparation, Exam Paper, Career, Job & More info

Tips in Hindi

आधार कार्ड से मोबाइल नंबर कैसे जोड़े | Link Aadhar Card to Mobile Number in Hindi

How To Link Aadhar Card To Mobile Number In Hindi | Aadhar Card Se Mobile Number Kaise Link Kare

आधार कार्ड में मोबाइल नम्बर कैसे जोड़े  

Update and Link Mobile Number to Aadhar Card in Hindi

Mobile Number Ko Aadhar Se Link Karna Aavshyak Hai Isliye Aap Jaldi Se Jaldi Ape Mobile Number Ko Aadhar Card Se Link Kara Le Warna Aapka Mobile Number Band Ho Sakta Hai …Aise Massage Aapko Har Din Apke Mobile Phone Me Customer Care Ya Massage Dwara Daily Information Diya Ja Raha Honga.

Ab Aap Sonch Rahe Honge Ki Aakhir Mobile Number Ko Aadhar Card Se Link Karana Jaruri Kyo Ho Gya Hai To Iska Siddha Sa Jawab Hai Hmari Country Ki Government Cybercrime Rokne Ke Liye Aise Kadam Utha Rahi Hai Jisse Log Farji Tarike Se Koi Sim Kharid Na Le Aur Jiska Upyog Galat Karyo Me Karke Ush Sim Ko Band Kar Diya Jata Hai Fir Baad Me Ush Asali Vyakti Ka Pahachan Paana Muskil Hota Hai To Aise Apradho Se Bachane Ke Liye Aise Kadam Uthayi Hai

Ab Sarkari Prayaso Ke Chalet Bahut Kam Hi Log Hoge Jinke Pas Abhi Tak Aadhar Card Nahi Bana Honga Aise Me Ab Jo Log Mobile Number Use Karna Chaah Rahe Hoge Wo Log Bhi Jaldi Se Jaldi Apna Aadhar Card Banwa Lenge Aur Ish Tarah Har Sarkari Karyo Me Government Aadhar Card Ko Aniwary Karne Jaa Rahi Hai To Aise Me Mobile Number Ko Aadhar Card Se Link Karana Aniwary Kar Diya Gya Hai

आधार कार्ड से मोबाइल नंबर कैसे जोड़े लिंक कैसे करे

Adhar Card Link Tips in Hindi| Mobile Number Se aadhar card link Kaise Kare

Aadhar Card Se Mobile Number Kaise Link Kare

To Aayiye Ham Sabhi Jaante Hai Ki Mobile Number Ko Aadhar Card Se Kaise Link Kar Skte Hai

Mobile Number Ko Aadhar Card Se Link Kaise Kar Sakte Hai

To Aayiye Ham Aapko Batate Hai Ki Mobile Number Ko Aadhar Card Se Link Kaise Kar Sakte Hai

1 – Moible Sim Retailer Ke Dwara –

Sabse Pahle Sabse Aasaan Tarika Hm Aapko Batate Hai Aapne Jaha Se Sim Kharida Hai Ya Jis Company Ka Mobile Sim Hai Aap Ush Retailer Ke Paas Jaaye Aur Apne Sath Aadhar Card Jarur Le Jaaye Taaki Aadhar Card Verify Karne Ke Liye Apka Adhar Card Ka Hona Jaruri Hai Agar Apka Sim Card Aapke Kisi Aur Family Member Ke Aadhar Card Se Link Karana Chahte Hai To Ush Vykti Ko Bhi Apne Sath Jarur Le Jaaye

Retailer Ke Paas Pahuchne Ke Baad Aap Use Apne Mobile Number Ko Aadhar Card Se Link Karne Ke Liye Boliye To Retailer Aapke Aadhar Number Aur Mobile Number Ka Details Apne Verified Mobile Dwara Details Bharne Ke Baad Apke Ungli Ka Finger Print Lekar Verify Karne Ke Baad Apke Number Par Ek Otp (One Time Password) Aayega Ushe Bharne Ke Baad Aapko Successful Ka Massage Aane Ke Baad Aap Mobile Number Se Aadhar Card Ko Link Karne Ka Process Pura Ho Jaayega Jiske Badle Retailer Apse 10 Ya 20 Rs. Service Charge Karta Hai

Iske Baad Kuch Dino Ke Baad Apke Number Par Ek Massage Ayega Jisme Yah Bataya Jayega Ki Aapka Number Apke Aadhar Card Se Link Ho Chukka Hai Fir Bhi Yadi Aapko Confirmation Nhi Ho Paata Hai To Aap Apne Mobile Se Apne Sim Ke Customer Care Me Baat Karke Iske Baare Me Pata Kar Skte Hai Ki Aapka Mobile Number Aapke Aadhar Card Se Link Ho Chukka Hai.

2 – Aadhar Enrollment Centre Dwara –

Ish Vidhi Dwara Bhi Aap Apne Mobile Number Ko Aadhar Card Se Link Kar Sakte Hai Jiske Liye Aapko Apne Najdiki Aadhar Centre Par Jaana Honga Jaha Par Aadhar Card Banaye Jate Hai Fir Aapko Waha Mobile Number Ko Aadhar Card Se Link Karan Ke Liye Bolna Hai To Fir Apke Mobile Number Lekar Aapke Finger Print Dwara Verification Karne Ke Baad Aapko Apke Mobile Number Par Otp Ko Bharne Ke Baad Successful Massage Aayega Jiske Baad Ab Apka Mobile Number Apke Aadhar Card Se Link Ho Chukka Hai.

3 – Mobile Phone Se Call Karke –

Ish Tips Dwara Aap Tabhi Apne Mobile Number Ko Aadhar Card Se Link Kar Sakte Hai Jab Aapke Aadhar Card Me Aapka Wahi Mobile Number Update Rahega. Yadi Aapka Wahi Mobile Number Aadhar Card Se Link Nahi Hai To Fir Aap Ish Tips Dwara Adhar Card Ko Link Nahi Kar Sakte Hai

To Aayiye Jate Hai Ki Kaise Mobile Call Se Mobile Number Ko Aadhar Card Se Link Kar Sakte Hai Jisse Hmara Sim Band Na Ho Iske Liye Sabse Pahle Aap Apne Mobile Phone Se 14546 Number Par Call Kare Jiske Baad Aapko Language Select Karne Ke Liye Bola Jayega Iske Baad Aap Jo Language Hindi Ya English Language Chahe Hai Ushe Select Kar Le Iske Bad Fir Aapko Apke Aadhar Number Ka Details Manga Jayega Jise Aap Apne Keypad Se Type Kar De Fir Aapko Ek Otp Milega Jise Fill Karne Ke Baad Enter Kare Aur Ish Tarah Ab Apka Mobile Number Aadhar Card Se Link Ho Chukka Hai

Final Word –

Hmari Government Hmesa Hito Ke Liye Hi Kaam Karti Hai Isliye Hame Cybercrime Se Bachne Ke Liye Hme Khud Sarkar Ke Ish Kaam Me Bhagidari Karni Chahiye Aur Jald Se Jald Apna Mobile Number Aadhar Card Se Link Kara Lena Chahiye Aur Jinko Ish Baare Me Pata Nhi Ho Unhe Bhi Suchit Jarur Karna Chahiye.Tabhi Ek Sarkar Ke Kisi Bhi Lakshy Ko Purna Krne Me Ham Bhi Apna Sahyog De Sakte Hai.

इन पोस्ट को भी पढे :-

Share करे

4 COMMENTS

LEAVE A RESPONSE

Your email address will not be published. Required fields are marked *