BestHindiHelp.Com

Best Hindi Blog Website for Blogging, SEO, Internet, Technology, Tech Tips, Job Exam Preparation, Exam Paper, Career, Job & More info

General Knowledge Technology

5G Network क्या है और यह भारत में कब आएगा

About 5g Technology in Hindi | 5G in India in Hindi | 5G Kab Aayega

5G टेक्नोलॉजी क्या है यह इंडिया में कब आएगा?

5G NetworkAbhi Hmare Desh India Me Log 4G Network Use Karna shuru Kiye Hai Lekin duniya ke baaki Desho me 5G par kaam start ho chukka hai, jara sochiye jaha ham ab 2G se 4G aane ke bad atydhik Online Hone lage hai aise me agar 5G hmare desh me aa jayega to Internet aur network Ki speed ki speed kitni Fast Hongi. To aise me Aayiye Ish post ke jariye Jante hai 5G network Kya hai.

To Sabse pahle hme yah janaa hai ki aakihir ye 2G, 3G aur 4G kya hai.

To hme network ki speed ki rafter se network ken aye naye speed milte jaa rahe hai jab online network ki shuruaat hua tha tab network ka first Generation se  shuru hua tha to shuru me internet ko 1G yaani yaha G se matlab Generation se hai ab aapko pta lag gya hoga ki fir 2G iske baad 3G aur ab Ham 4G ke jamane me safar kar rahe hai yaani Internet aur network ki Speed apne chauthe generation me aa gya hai.

aur ham apko yah bhi bata de ki 1G ki shuruaat 1980 me Vireless Phone ke roop me hua tha jiski Speed 2.40 Kbps thi, is generation ki shuruaat USA se hua tha.  

fir Iske baad network ki speed ko sudharate hue 1991 me Network 2G tak jaa pahucha jiske jariye mobile se Sms jaisi service ka vikas hua jis network ki speed 64 Kbps tha fir iske baad 2000 me 3G Network ki service shuru kiya gya jissse network ki duniya hi badal hi aur jiske chlte hmare hatho me smartphone ne jagah le liya.

fir iske baad 2011 me 4G network ki shuruaat hui jiske chlte to ab sabkuch online ho gya hai chahe TV dekhana ho ya videocalling kara ho sab 4G network ke jariye ekdam aasan sa ho gya hai lekin 4G network ki speed hmare desh me bahut mahnga padta tha fir 2016 me Relaince ke dhamakedar jio entry se aam logo tak free me 4G network milne lga hai.

5G Network Kya hai Full details in Hindi

What is 5G network Know in Hindi

5G Network, network ki pachvi yaani Fifth Generation hai yaani network ki speed jitni acchi hoti hai log unta hi accha internet network ki service ka fayda le sakte hai, abhi duniya bhar ke desho me 5G network par kaam ho raha hai aur kayash lagaye jaa rhe hai ki 5G network ki speed 20Gbps tak rakhi jayegi to jara sochiye abhi jaha 4G 1Gbps ki speed de pati hai.

Aise me agar 5G aa jayega to log palak jhapkate hi muskil se 5 se 6 second me koi bhi full movie ko download kar sakte hai to aise me agar 5G chalane ke liye us generation ki device ki bhi jarurat bhi padegi yaani tab sabke paas 5G mobile ka hona bhi anivary hona chahiye tabhi sabhi 5G network service ka fayda le skte hai.

5G Network के फायदे

5G Network Ke Fayde in Hindi | 5G Network Benefit in Hindi

5G network aane ke baad hmae bahut se fayde dekhe ko milege jo ish prakar hai.

1 – chuki 5G Network speed par hi aadharit honga to hmare online video dekhne, video calling karne aur online service lene me kaafi aasani aayegi.

2 – 5G Network ke jariye duniya ke sabhi logo ko aapas me network ke jariye aur aasani se joda ja sakega jiska fyda yah honga ki duniya me ek connected society ka nirman honga.

3 – 5G Network ke jairye hmari online sevao me kafi sudhar dekhne ko milega log ab jaha online service lena pasand karte hai lekin network hack ho jaane se logo me mayusi aati hai aise me 5G Network se isse kafi sudhar dekhne ko milega.

4 – 5G Network ke jariye video buffering ki problem khatm ho jaayegi kyuki 5G Network ki speed electric se bhi tej hongi.

5 – 5G Network ke jariye online sevao me bhari ijafa dekhne ko milega yaai aapka smartphone duniya ke kisi bhi online service ka fayda uthane aap me saksham hone.

Final Words –

To aap sabne dekha ki kis tarah se hmari life ki rafter badhti jaa rahi isme kahi na kahi in network ka bhi bahut bada hath hai to aise me jab ham sabhi 5G Network ki duniya me aayege to nischit hi hamari online speed bhi badhegi to aap bhi bhi taiyar ho jaayiye 5G Network ki duniya ke liye. Aur aage ki posto me koi 5G Network se koi updation aata hai to ham post ko update karte rahege.

इन पोस्ट को भी पढे :-

Share करे

1 COMMENTS

LEAVE A RESPONSE

Your email address will not be published. Required fields are marked *