1 Mobile Me 2 Whatsapp Kaise Chalaye Full details Tips In Hindi
एक मोबाइल में दो व्हाट्सएप्प कैसे चलाये पूरी जानकारी हिन्दी में
Whatsapp Aaj Ke Time Me Sabse Jyada Upyog Kiya Jaane Wala App Ban Gay Hai Ek Vyakti Agar Whatsapp App Par Active Hai To Wah Vyakti Din Me Na Jaane Kitne Baar Whatsapp Open Jarur Karta Hai Jiski Ginti Ki Koi Limit Nahi Hai Aise Me Har Kisi Ke Paas 2 Mobile Number Bhi Hote Hai Jiska Upyog Ke Apne Work Se Related Karte Hai To Dusra Number Apne Personal Life Kie Liye Use Karte Hai.
Aise Me Yadi 1 Hi Mobile Me 2 Whatsapp Me Do Whatsapp Chlana Jaan Jaate To Aise Me Personal Aur Professional Life Ko Alag Alag Acche Tarike Se Manage Kar Sakte Hai. Wo Jis Life Jitni Massage Jaruri Ho Use Aasani Se Check Bhi Kar Sakte Hai.
To Aise Me Aaj Ham Aap Sabko 1 Mobile Me Do Whatsapp Chlana Batate Hai To Chaliye Aaiye Jante Hai Ki 1 Mobile Me 2 Whatsapp Kaise Chalate Hai.
एक मोबाइल मे दो व्हाट्सएप्प कैसे चलाये
How To Operate 2 Whatsapp In 1 Mobile Trick In Hindi
To Chaliye Jaante Hai Ki Kaise 1 Mobile Me 2 Whatsapp Chala Sakte Hai
First Tricks :-
Ek Mobile Chalane Ke Liye S Tricks Ko Dhyan Se Padhe Aur Sabhi Step Fallo Karte Hue 1 Mobile Me 2 Whatsapp Chlalana Sikhiye
- Sabse Pahle Aap Apne Pahle Number Ko Whatsapp Install Karke Us Number Se Whatsapp Activate Kar Ljiye, Yad Aapke Liye Yah First Time Hai To Aap Sabse Phale Google Pay Store Me Whatsapp Likhakr Search Kare Fir Ise Download Karne Ke Baad Install Kar Le Fir Apne Mobile Number Se Is Par Register Kakre Whatsapp Ko Activate Kar Le.
- Fir Ab Apne Mobile Ke Play Store Option Me Jayiye Aur Waha Par Parallel Multi Space App Likhkar Search Kare Aur Fir App Show Hone Ke Baad Use Install Kar Le
- Parallel Multi Space App Install Ho Jane Ke Baad Is Aap Ko Open Kariye Jisme Aapko Add Ka Option Show Honga Jiski Help Se Aap Whatsapp Ko Slelect Karke Add Kar Le
- Fir Add Hue Whatsapp Ko Open Kare Jo Pahle Whatsapp Ki Tarah Hi Khulta Hai Jisme Shuru Me Aapko Mobile Number Add Karne Ka Option Aata Hai To Thik Pahle Whatsapp Ki Tarah Aap Apne Dusre Number Ko Whatsapp Me Bharkar Register Kare.
- Aur Fir Number Ko Verify Code Dwara Verify Hone Ke Baad Ab Aapka Dusra Whatsaap Number Bhi Chalane Ke Liye Taiyar Hai.
To Dekha Dosto Kitna Aasan Se Trick Ke Jariye 1 Hi Mobile Me 2 Number Se 2 Whatsapp Aasani Se Chala Sakte Hai Aur To Aur Ish Parallel Multi Space App Se Whatsapp Hi Nahi Facebook, Google Plus Aur Anya Social App Ke Do Account Banakar Do Facebook, Google Plus, Twitter Bhi Aasani Se Chlaa Sakte Hai.
1Mobile Me Do Whatsapp Number Kaise Chalaye Latest trick in Hindi
How To Operate 2 Whatsapp In 1 Mobile Latest Trick In Hindi
अगर आप एक ही मोबाइल में दो नंबर से दो व्हाट्सएप्प चलाना चाहते है तो इसके लिए आप सीधे सीधे Google Play Store के जरिये Whatsapp Business App version डाउनलोड कर सकते है फिर दुसरे नंबर की सहायता से इसमें अपना रजिस्टर करे और दुसरे नंबर से भी व्हाटसएप्प चला सकते है.
Final Words :-
Jaise Jaise Ham Internet Ki Duniya Me Aage Badhte Jaa Rahe Waise Waise Hmari Jarurte Bhi Badhti Ja Rahi To Yadi Aap Bhi 1 Hi Mobile Me 2 Whatsapp Chalana Chahte Hai To Ish Post Ko Dhayn Se Padhkar Aap Bhi Ek Hi Mobile Me Do Whatsapp Aasani Se Chlaa Sakte Hai.
To Aap Sabko Whatsapp Ke Chalane Ke Bare Me Di Gayi Janakari Acha Laga Ho Ish Post Ko Share Jarur Kare.
इन पोस्ट को भी पढे :-
- Computer और Mobile से अपने फ़ोन को Root कैसे करें
- Google Assistant क्या है इसे कैसे प्रयोग करे और इसके फायदे
- Google पर इन चीजों की सर्च करना हो सकता है हानिकारक
- Hacker Hardware Tools आपके Websites को कैसे हैक करती है
- Hacker’s आपके Data पर कैसे Attack करते हैं Hacking Attacks से कैसे बचें
- Instagram के Video और इमेज कैसे डाउनलोड करें
- Notepad के अनजाने और उपयोगी Tips और Tricks
- Online Friendship के Best Social Media Platforms
- Operating System क्या है इसके प्रकार, Components और सर्विसेज की जानकारी
- Top 100+ Technology Facts in Hindi तकनीक रोचक तथ्य Part 2
- Top 30+ eCommerce Facts ई-कॉमर्स रोचक तथ्य
- Uc Browser में AdBlocker Visibility को Enable Disable कैसे करे
Thank you so much bhai.