HomeBloggingGoogle Adsense क्या है Google Adsense कैसे कार्य करता है

Google Adsense क्या है Google Adsense कैसे कार्य करता है

Google Adsense Account Details in Hindi | Google Adsense Kya Hai Kaise Work Karta Hai | Google Adsense Details in Hindi

Google Adsense क्या है यह कैसे कार्य करता है

Google Adsense Kya Hai Ye Agar Yah Question Kisi Blogger Se Puchha Jaay To Wah Jarur Janta Honga Ki Google Adsense Kya Hai, Lekin Jo Abhi Naye Naye Blog Banaye Hai Unko Google Adsense Ke Bare Me Utna Pata Nhi Hota Hai To Unke Man Kayi Tarah Je Sawal Uthate Hai.

Jaise Google Adsense Kya Hai, Yah Kaise Kam Karta Hai Aur Google Adsense Se Kamayi Kaise Hoti Hai Aur Ham Google Adsense Se Kitna Paise Kama Sakte Hai Ya Fir Aap Internet Par Search Karte Honge Ki What Is The Google Adsense, How Google Adsense Work And How Earn With Google Adsense And How Much We Can Earning From Google Adsense Jaise Aneko Sawal Hmare Man Me Uthte Hai.

To Aayiye Ish Post  Google Adsense Kya Hai Kaise Work Karta Hai Full Details In Hindi Ke Madhyam Se Aap Sabko Google Adsense Kya Hai Iske Baare Me Detail Se Batate Hai. Jisko Baad Aap Bhi Google Adsense Se Related Full Information Ke Bare Me Jaan Skte Hai Aur Fir Aap Bhi Apne Blog Se Google Adsense Ke Jariye Paise Kama Sakte Hai.

Google Adsense क्या है 

Google Adsense Kya Hai | What Is A Google Adsense Detail In Hindi ?

"adsense"

Jab Koi Bhi Vyakti  Naya Blog Ya Website Banata Hai Ya Banana Chahta Hai To Adsese Ke Bare Me Jaanne Ki Jigyasa Hoti Hai Ki Aakhir Google Adsense Kya Hai Yah Kaise Kaam Karta Hai Aur Google Adsense Se Hmae Paise Kaise Milte Hai To In Saare Sawalo Ka Jawab Ham Apko Batane Jaa Rahe Hai To Sabse Pahle Hma Yah Jante Hai Ki Google Adsense Kya Hai

Google Adsense Kisi Bhi Blog Ya Website Ke Liye Advertisement Service Deti Hai Jiske Jariye Ham Google Ke Adsense Service Ke Jariye Ham Apne Blog Ya Website Par Adsense Ke Jariye Ads Laga Sakte Hai Jiske Badle Hme Google Adsense Se Paise Milte Hai

Yaani Adsense Google Ki Ek Aisi Free Service Hai Jiske Jariye Ham Blog Ya Website Par Adsense Ke Jariye Advertisement Dikha Skte Hai Aur Uske Badle Google Adsense Se Paise Kama Sakte Hai.

Google Adsense कैसे कार्य करता है

Google Adsense Kaise Kaam Karta Hai | How To Work Google Adsense in Hindi

Sabse Phle Aap Sonch Rahe Honge Ki Bhala Google Adsense Hame Adsense Ke Jariye Paise Kyu Deta Hai To Aayiye Ham Aapko Batate Hai Google Adsense Kaise Kam Karta Hai Yaani Google Adsense Ke Badle Hame Paise Kyu Milte Hai

To Yadi Maan Lijiye Aapke Paas Koi Company Ya Products Hai Jise Aap Use Market Me Bechna Chahte Hai To Use Bechne Ke Liye Phle Uska Hme Advertise Krna Padta Hai Jisse Chlte Wah Products Market Me Adhik Demand Me Badh Jati Hai Jiske Liye Aap Kisi Google Adsense Jaise Company Ko Apne Products Ka Prachar Karne Ke Liye Paise Dete Hai Aur Maan Lijiye Aap Apna Products Online Advertise Kar Rahe Hai To Aapke Online Internet Par Aapke Prducts Ke Google Adsense Ke Dwara Ads Dikhayi Dete Hai Fir Jab Kisi Website Ya Blog Par Aapke Ads Dikhte Hai To Koi Jab Online Ush Ads Ko Dekhkar Click Karta Hai To Us 1 Click Ke Aap Products Promotion Ke Badle Paise Diye Hai.

To Fir Google Adsense Yahi Ads Jab Kisi Blog Ya Website Par Show Hota Hai To Log Us Blog Par Visit Karte Hai Aur Ads Click Karte Hai To Us Products Ke Advertise Ke Badle Mile Paiso Ko Google Adsense Apne Paas 30% Rakhlakar Us Blogger Ko Deta Hai Yaani Google Adsense Se Us Blogger Ko 70% Paise Milte Hai

इसे ऐसे समझ सकते है :-

Aapka Koi Products Hai Aur Uska Aap Google Adsense Ke Jariye Advertise Kara Rahe Hai Jiske Badle Aap Ek Click Ke Google Adsense Ko 10 Rupye Diye Hai To Aur Mere Paas Blog Hai Aur Hamne Google Adsense Ka Ads Lapne Blog Par Laga Rakha Hai To Jab Aapka Products Ka Ads Mere Blog Par Show Hote Hai To 1 Click Ke Google Adsense Aapse 10 Rupaye Leta Hai Fir Wahi Ads Click Hone Par Google Adsense Hme 10 Rupye Ka 70% Bhag Yaani 7 Rupye Hme Deta Hai Baaki 30% Yani 3 Rupye Apne Service Ka Charge Lekar Apne Paas Rakhta Hai

Google Adsense से पैसे कैसे कमाते है 

Adsense Se Kamayi Kaise Hoti Hai | Google Adsense Se Paise Kaise Kamate Hai | How To Earning Money With Google Adsense

Google Adsense Ke Baare Me Aap Jaan Hi Gye Honge Ki Iske Jariye Ham Apne Blog Par Google Adsense Ki Service Se Ads Laga Sakte Hai Aur Paise Kama Sakte Hai

To Ab Aayiye Jante Hai Ki Google Adsense Se Kamayi Kaise Hoti Hai Kyuki Aksar Iske Baare Me Logo Ke Man Me Kayi Tarah Ke Sawal Hota Hai Ki Google Adsense Se Kamayi Kaisa Hota Hai

Abhi Aapne Upar Padh Hi Liya Hoga Ki Jo Log Apne Products Ka Advertise Google Adsense Ko Dete Hai To Google Adsense Unse Paise Lekar Uska Advertise Karti Hai Aur Fir Jo Log Apne Blog Par Google Adsense Ke Ads Lagate Hai To Unko Google Adsense Se Paise Milte Hai

Google Adsense Se Paise Kaise Milte Hai Yaani Kya Kewal Ads Lagane Se Hmari Income Ho Jati Hai To Iske Baare Me Jante Hai , Google Adsense Se Income 2 Tarah Se Hoti Hai Jo Ish Prakar Se Hai

1 – Click – Yaani Jab Aap Apne Blog Ya Website Par Google Adsense Ke Ads Lagate Hai To Ek Din Kitne Click Hue Hai Us Click Ke Badle Google Adsense Hme Paise Deta Hai

2 – Impression – Jab Hmare Blog Par Lakho Log Visit Karte Hai To Nischit Hi Google Adsense Ke Ads Bhi Dekhte Hai Yaani Ek Din Me Apke Kitne Bar Google Adsense Ke Ads Dekhe Gaye Hai Uske Bhi Google Adsense Hme Paise Deta Hai Jaise Ki Aapke Blog Par Google Adsense Ke 1000 Page Impression Yani View Hue To Google Adsense Uske 1 USD Hme Deta Hai Yah Amount Koi Fix Nahi Hai Yah Ghatta Badhta Rahta Hai.

Google Adsense से पैसे कमाने के लिए जरुरी चीजे

Google Adsense Se Paise Kamane ke Liye Karna Chahiye | What To Do To Earing Money With Google Adsense Details In Hindi

Google Adsense Se Paise Kamane Ke Liye Aapka Khud Ka Blog Ya Webite Hona Jaruri Hai Tabhi Aap Apne Blog Par Google Adsense Ke Service Dwara Mile Ads Ko Ape Blog Par Laga Skte Hai

Google Adsense से कितने पैसे कमा सकते है

Google Adsense Se Kitane Paise Kama Sakte Hai | How Much Earning Money With Google Adsense Full Jankari In Hindi

Yah Har Blogger Janana Chahta Hai Ki Google Adsense Se Ham Kitne Paise Kama Sakte Hai ? Kya Google Adsense Se Paise Kamane Ki Koi Limit Hai To Iske Baare Me Aapko Ham Batane Ja Rahe Hai Ki Aap Google Adsense Se Chahe Jitna Bhi Kama Skte Hai Iski Koi Limit Nhi Hai Lekin Google Adsense Se Paise Kamane Ke Liye Kuch Rule Aur Niyam Hote Hai Jinhe Janana Jaruri Hai

1 – Apake Website Ya Blog Par Kitna Traffic Yani Pageview Hote Hai Yaani Jitna Adhik Pageview Hoge To Nischit Hi Aapke Blog Par Adhik Se Adhik Log Aayege To Nischit Hi Aapke Blog Ke Ads Par Click Bhi Karte Hai To Nicschit Hi Aap Utna Adhik Kama Skte Hai

2 – Google Adsense Se Kamane Ke Liye Location Yani Country Bhi Bahut Mayne Rakhti Hai Jaise Viksit Desho USA, UK Me Advertise Par Log Adhik Paise Kharch Karte Hai Swabhavhik Si Baat Hai Aise Desho Se Jab Log Aapke Blog Par Aayege To Nischit Aapki Hi Income Badhne Wali Hai

3 – Aapka Blog Kis Topic Par Hai Ispar Bhi Google Adsense Ke Ads Ke Paise Depend Karta Hai Yadi Koi Software Ya Technology Se Judi Janakri De Rahe To Ads Bhi Waise Hi Honge To Nischit In Mahnge Products Ke Ads Bhi Mahnge Honge To Aap Blog Topic Best Ke Jariye Google Adsense Se Accha Se Achha Paisa Kama Sakte Hai

Final Words –

Waise Google Adsense Ke Bare Me Bahut Si Bate Hoti Hai Jinhe Har Koi Janna Chahta Hai Jisko Dhyan Me Rakhte Hue Hmane Besthindihelp Ke Madhyam Se Aapko Hmne Google Adsense Ke Basic Ki Janakri Diya Aura Age Ke Post Me Bhi Google Adsense Se Judi Janakari Dete Rahenge.

To Yadi Aap Google Adsense Ko Lekar Koi Janakari Chahte Hai To Hme Aap Comment Box Me Jarur Puche Aur Ish Post Ko Facebbok, Whatsaap Aur Anya Social Media Par Jarur Share Kre

Share करे

RELATED ARTICLES

1 COMMENT

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here